Peaceful Writers International presents a poem about photography titled "Photography ka Anand" written by Bipasa Halder. This poem represents the thoughts of a budding photographer who explores types of photography.
Ek peshadar photographer toNahi hoon mein,Phir bhi har ek pal ko,Lens mein kyad karna chahate hein.Kya pata kal woh lamhaAyega ke nehi phir se,Isiliye to rakhti hoon mein,Ush lamha ko hi yaadein banake.Khane ke cheez bhiPhoto mein hain,Jaab bhi woh cheezein dekhti hoon,Kha to nehi pati hoon unhe, par swad yaad ajate hai.Woh pahar jisseGir raha tha jharna,Char saal hogaya waha jaana,Phir bhi woh photo se hi mil jata hai mehek woh mitti ka.Samundar ka woh nila pani,Hath mein hath rakhke ghumna uske,Woh paal, woh ehesas sab naya lagta hai,Woh photo dekh ke.Bachpan ka jo sunhare lamhe mere,Mata pita ne rakha tha album me bandh ke,Kitna haseen tha woh din,Pata chalte hai woh chitra se.Samay badalta haiDin badalta hai,Badalta hai woh jaga,Sirf ey yaad a haiJo badalte nehi kabhi,Reheta hai humseha taza.
- Bipasa Halder
0 Comments